Maine tere liye chhora sara jahan
Tu na jaane achanak kahan kho gaya
Dhoond kar tujh ko mein her jagah thak gaya
Ab to karta hoon bus mein khuda se dua
Tere gham mein hua haal mera bura
Dekh le ab to mein na kahin ka raha
Mere mehboob aaja tu pass mere
door ker doonga saare mein shikwe gile
Tu
naa ayaa to gum mein bhi ho jaonga
Gham ke teele mein dab ke mein so jaonga
